Hello Friends ,
Kya aap Facebook par kisi friends ki request nahi chahte hai ?
Aaj mai aap sabhi ko yah bataunga ki aap Kaise apne Facebook account par aane wale kisi ki bhi request nahi chahte hai to usko disabled karna padta hai jisse aapke Facebook par koi bhi friend request nahi send kar sakta hai.
Facebook par mostly log yese hote hai Jo sirf yese friends ko apne Facebook account par rakhte hai jinko jante hai jaise koi family members , friends Aur bhi yese log jinko vo jante hai Aur yese logo ko nahi rakhna chahte hai jinko nahi jante hai but Facebook ko use Karne wale bahut se log hai Jo apne Facebook account par bahut se friends ko rakhna chahte hai jisse ki unko adhik likes mil sake isliye vo friend request send karte rahte hai vo usko cancel karte karte log paresan ho jate Hai to aaj mai aapke is smsya ka samadhan karunga jisse ki aapko future me koi bhi friend request nahi send kar sakta hai.
• Facebook Page Ko Another Facebook Account Par Kaise Transfer Kare.
• 5000 Facebook Likes Ke Sath Facebook Page Kaise Banaye. Full Guide Hindi Me.

Facebook Par Adhik Friends Banane Se Kya Fayda Hota Hai

• Aap jab bhi photos upload karte hai uspe adhik likes pane ke liye adhik friends ka hona bahut jaruri hota hai.
• Apne Facebook par post kiye gaye post jaise jokes , shayari par adhik likes pane ke liye Facebook account par adhik friends ka hona jaruri hai.
• Shares kiye gaye links par adhik likes Aur viewers pane ke liye Aapke Facebook account par adhik friends ka hona bahut jaruri hai.

Friends Request Ko Disabled Karne Se Kya Fayda Hota Hai

• aapke Facebook account par koi bhi request send nahi kar sakta hai jab tak ki aap na chahe.
• Aapke Facebook account par aapke wahi friends rahenge jinko aap chahte hai. 
• aapke Facebook par jyada notification nhi aayegi jisse aapko kisi parakr ki koi disturbance Nhi Hogi.
• aapko Facebook account par aapki wahi friends rahenge jinko aap rakhna chahte hai.

Facebook Par Friend Request Ko Disable Kaise Kare

Aaj mai aap sabhi ko in steps me yah bataunga ki aap Kaise apne Facebook account par aane wale friends request ko disabled kar sakte hai
Step 1 :- sabse pahle apne Facebook account ko login Kare . 
Step 2 :- apne Facebook account me login Karne ke baad aapko uspar navbar me ek question mark ka icon dikhe dega aapko question mark ke icon par click karna hai. Ab click Karne ke baad kuch yesa page aayega.
Iske baad aapko privacy shortcut par click karna hai uspe click karte hi ek popup page open hoga Aur o kuchh is type ka rahega.
Isme aapko WHO CAN CONTACT ME par click karna hai ispe click Karne ke baad aapko friends of friends par click karna hai isse aapke friends ke friends aapko request send kar sakte hai Aur koi bhi nhi.
Agar aapko yah post achchi lagi to is post ko social media par share Kare.
Agar aapko koi problems ho rahi hai to comments jarur Kare.
Axact

Axact

Vestibulum bibendum felis sit amet dolor auctor molestie. In dignissim eget nibh id dapibus. Fusce et suscipit orci. Aliquam sit amet urna lorem. Duis eu imperdiet nunc, non imperdiet libero.

Post A Comment:

0 comments: