Hello Friends , kya aap jante hai ki Facebook world me itna popular kyu hai ? Kya aap jante hai ki kitne log monthly Facebook use karte hai ? Kya aap jante hai ki Facebook me new changes kya hai ? Kya aap jante hai ki aap Facebook se Paise kaise kama sakte hai ? Kya aap Facebook page ko another account par transfer karna jante hai ?
Agar aap yah sab nhi jante hai to is post ko dhyan se read Kare jisme ham aapko upar ke Sabhi questions ka answer batayenga Aur iske sath - sath Aur bhi bahut kuch naya batayenge jiske bare me aapko nhi pata hoga.

Facebook World Me Itna Famous Kyu Hai And Facebook Features

Yah to aapko bhi pata hoga ki Facebook ke bahut se users hai Aur yese bahut se log hai Jo din me Kam se Kam 20 - 30 bar se adhik 1 din me dekhte hai. Aur mostly log yese hai Jo hamesa Facebook par chating karte hai aaj Mao aapko bataunga ki Facebook world me itna popular Aur famous kyu hai.

• Fast Speed

Facebook ka popular Aur Famous hone ka reason ye bhi hai ki Facebook par adhik traffic hone ke Karna Facebook ki speed me koi antar nahi aata hai.

• Fast Massaging

Facebook ka sabse popular features yahi hai ki vo sabse fast massage karta hai kisi bhi friends ko agar aap massage karte hai to vo massage sirf kuchh hi seconds me send ho jaata hai.

• Upload Unlimited Photos

Facebook par aap unlimited photos upload kar sakte hai esme aapko koi paisa nahi lagta hai aap unlimited photos Facebook par upload kar sakte hai Aur yah free hai.

• Upload Videos 

Agar aap kisi videos ko ya Apne kisi talent ko public me share karna chahte hai to aap uski videos Banakr world ke sath share kar sakte hai. Aur agar kisi ko video pasand aati hai to like ka options bhi diya jaata hai. Aur video kaise hai yah batane ke liye comments system bhi hai .

• Like & Comments

Agar aap Facebook use karte hai to aapko yah pata hi hoga ki Facebook Like & Comments ka features on kar rakha hai agar aapko koi photos , videos jokes , pages pasand aate hai to aap unpar like kar sakte hai Aur agr aap yah batana chahte hai ki yah photos , videos kaise hai to iske liye Facebook ne comments system on kar rakhe hai jisse ki aap kisi bhi photos video par comments Karke bata sakte hai ki vo kaisa hai.

• sharing

Agar aapko koi photos , videos , pages Aur post pasand aati hai to aap usko share Karke Apne Facebook profile par add kar sakte hai.

• Security 

Facebook ne har ek chiz ke liye privacy de rakha hai jisse aap apna photos hide kar sakte hai Aur aap yah bhi kar sakte hai ki aapke photos ko kaun kaun dekh sakta hai Aur kaun se log nhi.

• Hide Anything

Agar aap apne mobile number , kisi bhi post ko  , apne friends list ko public se hide karna chahate hai to aap easily usko hide kar sakte hai.

Facebook Page Ko Ek Facebook Account Par Se Dusre Facebook Account Par Transfer Karne Se Kya Fayda Hai

Facebook Page ko another Facebook account par transfer Karne se aapko bahut Fayda hota hai vo Fayda kaise hota hai iske bare me mai aapko niche batane ja raha hu.
• Aap Ek Hi Facebook Page Ko Apne Sabhi Facebook Account par use kar sakte hai.
• Aap Apne sabhi Facebook account se logo ko apne Facebook page ko like Karne ke liye invite kar sakte hai.
• Aap Apne Sabhi Facebook account se Apne Page ko like Karne ke liye invente kar sakte hai jisse aap apne Facebook page par adhik like pa sakte hai.
• Aap Apne kisi bhi Facebook account se apne Facebook page ko manage kar sakte hai.
• Aap Apne kisi bhi Facebook account se Aur kisi bhi time Facebook page ka profile picture , cover photos kabhi bhi change kar sakte hai.
• Aap Apne kisi bhi Facebook account se apne Facebook page par new post ko publish kar sakte hai.
• Aap apne kisi bhi Facebook account se Facebook page ka username change kar sakte hai.
• Aap Kabhi Bhi apne kisi bhi Facebook account se Facebook page ki setting ko edit kar sakte hai.

Facebook Page Ko Another Facebook Account Par Transfer Karne Ke Liye Kin - Kin Chizo Ka Hona Bahut Jaruri Hai

• Aapke pass another Facebook account jarur hona chahiye agar Aapke pass another Facebook account nhi hai to aap Facebook page ko Apne dusre Facebook account par transfer nahi kar sakte hai.
• Aap Apne Facebook Page jis account par transfer karna chahte hai vo aapke friend list me hona bahut jaruri hai.
• Aap Jis Facebook page ko another Facebook account par transfer karna chahte hai vo published hona chahiye.

Facebook Page Roles Karne Ke Kya - Kya Feat Hai

Maine abhi aapko upar bataya hai ki Facebook page ko roles Karne ke kya kya fayde hai Aur Maine usme kochh features bhi bataye hai ab mai aapko kuch extra features banate wala hu jisse aapko bahut help milegi.
• Aap Apne kisi bhi Facebook account par apne Facebook page ko transfer kar sakte Hai.
• Aap Apne sabhi Facebook account par ek hi Facebook page ko use kar ke adhik like prapt kar sakte hai.
• Aap Apne Kisi Bhi Facebook account se Facebook page par post ko published kar sakte hai.
Iske sath - sath Aur bhi bahut se iske features hai .

Facebook Account Ko Another Facebook Account Par Kaise Transfer Kare

Agar aap apne Facebook page ko another Facebook account par transfer karna chahte hai to aap apne Facebook page ko another Facebook account par transfer kar sakte hai agar aap apne Facebook page ko apne Facebook ke sabhi account par use karna chahte hai to bhi aap kar sakte hai.
Step 1 :- sabse pahle apna Facebook account ko login Kare Aur fir apne Facebook page ko open Kare jisko aap another Facebook account par transfer karna chahte hai ya apne sabhi Facebook account par use karna chahte hai .
Step 2 :- Apne Facebook page ko open Karne ke baad Edit Settings par click Kare.
Step 3 :- Edit Settings par click Karne ke baad ek new page open hoga usme aapko Page Roles par click Kare.
Page Roles par click Karne ke baad fir ek new page open hoga usme aapse aapke Facebook account ka Password managa jayega password enter Karne ke baad continue par click Kare.
Ab fir ek new page open hoga jisme aapko Add Person To Page par click karna hai Aur ispe click Karne ke ek new page open hoga jisme aapko vo name search karna hai jispe aap apne Facebook page ko transfer karna chahte . name search Karne ke baad name par click Kare. 
Aur ab aap unko Jo bhi apne page ka banana chahte hai bana sakte hai .
To yahi hai vo trick jisse aap apne Facebook page ko another Facebook account par transfer kar sakte hai.
Axact

Axact

Vestibulum bibendum felis sit amet dolor auctor molestie. In dignissim eget nibh id dapibus. Fusce et suscipit orci. Aliquam sit amet urna lorem. Duis eu imperdiet nunc, non imperdiet libero.

Post A Comment:

0 comments: