Hello friends ,
AGR aapke pass aapka koi blog hai ? Kya aap blogging karte hai ? Kya aap apni personal details public yani search engine se hide karna chahte hai to is post ko dhyan se read Kare . kyuki aaj mai aapko is post me yah batane jaa raha hu ki aap apne blog se Kisi bhi personal details ko search engine me published hone se kaise rok  sakte hai. Agar aap apni personal details ko public se hide karna chahte hai to is post ko dhyan se Aur puri post read Kare. Jisme aapko ham batayenge ki aap kaise search engine se apni personal details ko hide kar sakte hai.
Man lijiye ki aap blogging karte hai Aur aapne apni sabhi details ko apne blog me submit kar rakha hai to ye aapke personal details dhire dhire publish ho sakti hai Aur agar aap apne personal details ko hide karna chahte hai to is post ko dhyan se read Kare.
Abhi aap yahi soch rahe hone ki ye ka kaise karta hai. Agar aap yah janana chahte hai to age read Kare.

Custom Robot.txt Kya Hai Aur Ye Kaam ( Work ) Kaise Karta Hai

Custom robot txt file ek yesi file hai jisse ham apni personal details search engine se easily hide kar sakte hai ise use Karne se hamari personal details hide rahti hai.
Man lijiye aapne koi new label create kiya Aur usko aap search engine me Lana nhi chahte hai to to uske liye aapko apne blog me robot.txt file add karna hoga jiski madad se aap apne blogger ki sabhi personal details ko hide kar sakte hai.

Blog Me Robot.txt File Lagane Se Kya Fayda Hoga

• Aap Apni Personal details ko search engine se hide kar sakte hai.
• Aap apne blog ki kisi bhi Jankari ko hide kar sakte hai.
• Aap apne sabhi details ko published hone se bacha sakte hai.
• aap apni details ko safe rakhkar apni pahchan hide kar sakte hai.
• custom robot.txt add Karne ke aapki koi bhi details viral nhi Hogi.
• custom robot.txt add Karne se aapke blog ki koi bhi details viral nhi ho sakti hai.

Blogger Blog Ke Liye Custom Robot.txt File Code Kaise Banaye

Robot.txt code banane ke liye bahut si websites hai jiska use Karke aap apne blog ke liye robot.txt code sirf kuch hi minutes me bana sakte hai lekin usme se mostly site galat code banati hai isliye Google ne sabhi blog ke liye ek hi code Banakr hai Jo mai aapko niche dunga.

Disallow: User-agent: * Disallow: /search Allow: /Sitemap: http://www.Selfpublichelp.com/feeds/posts/default?orderby=UPDATED

Blog Me Custom Robot.txt Kaise Lagaye

Step 1 :- sabse pahle apne blog me login Kare Aur fir setting me jaye Aur fir Search Preferences  me jaye. Adhik Jankari ke liye niche image ko dekhe.
1. Sabse pahle setting par click Kare.
2. Setting par click Karne ke baad search preference me jaye.
3. Search preference me Jane ke baad aapko Custom Robot.txt me edit par click Kare Aur aapne Jo code copy kiya hai usko box me pest Kare.
Aur fir save changes par click Kare.
Ab aapke blog Aur aapki save personal details safe rahegi Aur ye kisi bhi search engine me published nhi hogi.
Agar aapko koi problems hai to comments jarur Kare.
Share karna na bhule.
Axact

Axact

Vestibulum bibendum felis sit amet dolor auctor molestie. In dignissim eget nibh id dapibus. Fusce et suscipit orci. Aliquam sit amet urna lorem. Duis eu imperdiet nunc, non imperdiet libero.

Post A Comment:

0 comments: