Sabhi website admin yahi sochta Hai ki uski website ( blog ) Alexa me adhik rank mile ya fir ham dusre language me bol sakte hai ki apne website ki Alexa rank kaise increase Kare. Lekin yah unke liye ak sapna sa ban jata hai kyuki low traffic me Alexa rank increase Karna Ek sapna sa ban jata hai  aur fir website ( blog ) admin niras ho jate Hai aur fir Alexa rank increase na hone ke karan unka dil blogging me nhi lagata hai lekin unko yesa sochne ki koi jaruat nhi hai kyuki mai aapko kuchh tips aur tricks bataunga jinki Madad se koi bhi website ( blog ) owner apne website ( blog ) ki Alexa rank increase asani se kar skta Hai.

Alexa Kya Hai

Alexa Ek Yesi website hai jise Amezon company ne 1994 me banaya tha aur yah website banane ka maksad yahi tha ki ye sabhi website ( blog ) ki rank bata sake. Aur yah bata sake ki kaun si site par kitni backlinks aur in sabhi features ke sath sath aur bhi bahut se features diye gye hai.agar aap unke bare me janana chahte hai to Alexa site par jakat pata kar sakte Hai.

Alexa Site Work Kaise Karta Hai 

Jaise ki Maine aapko bataya hai ki Alexa hamare blog ki rank aur backlink ke bare me jankari deti hai aur iske sath sath high quality keyboards aur content ke bare me jankari deti Hai. Maine is post ke title me yahi likha hai ki low traffic par bhi Alexa rank kaise increase Kare. Lekin usse pahle aapko kuchh aur bhi bataon ( tips ) ko janana bahut jaruri hai Jo aapki Alexa rank increase Karne me madad karti hai.
Jab ham paise Kamane ke liye advertisements site ka use karte hai to o site hamare application ko approved Karne ke liye sbse pahle site ki Alexa rank dekhi jati hai aur fir uski Madad se yah dekha jata hai ki hamari website ( blog ) kitne pani me hai aur kitne nhi to yah sab dekh kar advertisements site hmare website ( blog ) ko approved dete Hai.

Alexa Hamri Site Ki Rank Kaise Aur Kyu Increase Karti Hai

New Bloggers yahi sochte hai ki Alexa site me rank increase Karne ke liye traffic ko increase karna bahut hi jaruri hota hai bina traffic ke Alexa rank ko increase nhi kiya jaa skta hai lekin mai aapko batana chahta hu ki unki ye soch galat hai kyuki Alexa in Sabhi tariko se Alexa rank increase nhi karta Hai 
Alexa Rank High quality content website par share Karne se Alexa rank aapki website ki rank increase karta Hai.
Alexa rank high quality keyboards use Karne par Alexa site aapke website ( blog ) ki rank increase Karne me help karti hai. 

Alexa Rank Aur Google Rank Me Kya Different Hai 

Alexa Rank Website hamre website ke high quality content par depend karta hai aur sath hi ye aapke website ki loading speed par depend karke aapke website ki rank increase karta hai.
Jabki Google website ke content ki rank par depend karta hai. Aur sabse jyada Google usko manyta deta hai jis post ( page ) par sabse jyada rank hoti hai. Eske sath sath Google apki website ki fast loading speed aur high quality content par depend karta hai.

Alexa Rank Kaise Increase Kare With Low Traffic Of Your Website

1. Update Your Website Daily With Latest Post 

Apni Website ki Alexa rank increase karne ke liye daily kam se kam 1 post daily website ( blog ) par publish kare aur website ki rank increase kare aur daily yesi post karna Chahiye jisme high quality keyboards use Liye gye ho aur usme yesi language ka use kare jisko easily read kiya ja sake. Sabhi post me kam se kam 1000+ Words ka use Karna Chahiye. Aur yesi posts karna Chahiye Jo latest ho. Aur apni website ( blog ) par copyright content ka use galti se bhi na kare.

2. Use The Alexa Toolbar

Jab maine new blog banaya tha to Maine Alexa re related bahut sari posts ko padha tha jisme yahi likha tha ki Alexa toolbar use Karne se website ( blog ) ki rank increase hoti hai lekin kuchh time baad mujhe yah pata chala ki Alexa rank increase Karne ka Ek achchha tarika Alexa toolbar use karna Hai.

3. Write Content ( Posts ) On Alexa

Agar aap apne website ki Alexa rank increase karna chahte hai to apne website par Alexa website ke bare me 8-10 posts apne website par publish kare aur use social sites par share karke usko rank increase kare. Esse apke website ( blog ) ki rank increase hogi.

4. Follow SEO Rule

Apne Website Ki Alexa rank increase Karne ke liye aur website ki bhi rank increase Karne ke liye aapko SEO Rule ko follow karna bahut hi jaruri hai. Agar aap SEO rule ko follow nhi karenge to aap jis chiz me 1 month me successful ho skte hai usme successful hone ke liye aapko kai years lag sakte Hai.

5. Use Alexa Widget In Your Blogger Blog

Alexa Widget ka MATLAB yah hai ki apne website ya blog par Alexa widget ko show karna agar aapne apne blog me Alexa widget nhi lagaya Hai to niche diye gye code ki Madad se aap apne blog me Alexa widget laga skte hai.

6. Don't Write Wrong Posts About Any Websites ( Blog )

Agar aap kisi aur site ke bare me koi galat post apne website par published karte hai to aapke website ki rank increase to hogi nhi blki aapki website bhi Sabhi search engines ke dwara block krwa di jayegi.
Agar aapne is post ko dhyan se padh liya hai aur agar aap es post me bataye gye Sabhi steps ko follow krenge to 101% aapki website ki rank increase hogi.
I hope aapko yah post pasand aayi hogi agar aapki yah posts pasand aayi hai to esi social sites par share jarur kare.
Agr koi problem hai to comments kare.

Axact

Axact

Vestibulum bibendum felis sit amet dolor auctor molestie. In dignissim eget nibh id dapibus. Fusce et suscipit orci. Aliquam sit amet urna lorem. Duis eu imperdiet nunc, non imperdiet libero.

Post A Comment:

3 comments:

  1. Search engines are number one cost effective approach to market your business and web site. Studies indicate that vast majority viewers find web sites via leading search engines and directories. Quality listing on leading search engine or directory may drive targeted traffic to your website and improve your business in a short period of time.ipucum

    ReplyDelete