Hello  friends ,  aaj kal har koi website ( Blog ) banakr online paise earn krna chahta hai. Esliye vo bahut si  websites se apne website me ads ( Advertisements )  lagakr paise kamata hai but vo paise bahut kam ( low ) earn kar pata hai. Kyuki vo website bahut kam paise deti hai aur jaldi payment bhu nhi deti hai but AdSense sabhi Advertisements sites se adhik paise deta hai aur payment bhi jaldi deta hai. Esliye bloggers adhik paise kmane ke Liye AdSense ke Liye sing up krte hai. But Kai log sochte hai ki AdSense ke Liye website 6 Months old hona chahiye .
So ,  ye uske Liye ye spana sa ban jaata hai AdSense Approvel ka.
But mai aapko kahata hu ki ydi aap sapana dekhte hai to usko sach krna hi padta hai. Us sapana ko sach krne ke Liye mai aapko tips Batane jaa RHA hu jissse aap jldi se apna AdSense account approvel kr shkte hai.
Aapka AdSense account approvel kyu nhi hota hai eske pichhe aapne ak mistake ki hai jiske karan aapka AdSense account approvel  Nhi hota hai aaj mai aapko whi batauga ki aapko AdSense ke Liye kab sing up krna chahiye.
Had koi hard work krke apne blog ko design krta hai aur bhi hard work krke apni website me post likhta hai.
Agar es karan AdSense account approvel nhi hota . agar aap apne AdSense ko jldi se approvel krna change hai to niche Jo bhi step diye gye hai usko follow kre.

AdSense Par Singup krne se phle kin - kin baton ko dhyan rakhna chahiye.

 No Copyright Posts :- 

Website par koi bhi post copyright nhi honi chahiye agar hai to us post ko delete kre. Agar aapke website me copyright post hone ke baad AdSense approvel deta hai to AdSense approvel dene ke kuchh hi din baad disapproval kr diya jayega.

Kisi Bhi Galat words ka use ka kre :- 

Aapke website me kisi bhi country ke baare me kuchh galat nhi hona chahiye
Agar aap kisi country ke liye galat words ka use krte hai to AdSense aapke website ko kabhi bhi approvel nhi de shkta hai.

Par Day visitors :- 

Par day aapke website par 200 - 300 - 350 visitors hone chahiye.

Agar aapke website me kam visitor hai to apni website ko social media website par share krke visitors ko badha shke hai. But agar aap ak hi post ko baar baar share krte hai to aapki website ko block kiya jaa shkta hai.

Don't Share More :- 

 Website par visitors badhane ke liye aap apni website ko baar baar nhi dekh shkte hai aur baar baar share bhi nhi kr shkte hai. Agar aap apni website ko dekhte hai to bhi AdSense aapki website ko approvel nhi dega. Agar deta bhi hai to kuchh hi time baad disapproval de shkta hai.

Use more Words :- 

Website ki 1 post me 700+ words ka hmesa use krna chahiye. AdSense bhi har ak post me kam se kam 550 + words mangta hai AdSense ko approvel krne ke liye.

High quality post :- 

Website me kam se kam 10 - 15 post high contain ki post honi chahiye. High quality ki post hone ke karan AdSense jldi se approvel de shkta hai.

Don't use Another Site Ads :- 

Aapki website me kisi aur website ke ads nhi hone chahiye. AdSense jldi se approvel hone ke liye aapki website ads free hona chahiye. Kahne ka MATLAB ye hai ki AdSense ye nhi chahta hai ki aapki website par koi ads lega ho.
Sath hi website ki designing aur template best hona chahiye.

In sabhi baato ko agar aap dhayn me rakhte hai to aapke website ka AdSense jldi hi approvel ho jayega.
Axact

Axact

Vestibulum bibendum felis sit amet dolor auctor molestie. In dignissim eget nibh id dapibus. Fusce et suscipit orci. Aliquam sit amet urna lorem. Duis eu imperdiet nunc, non imperdiet libero.

Post A Comment:

0 comments: