Aadhar card lagbhag India me sabhi logo ke pass hota hai. Aur lagbhag India me lagbhag sabhi jagah aadhar card ka use kiye jaata hai. India me bahut sare aadhar card hai jinme koi na koi mistake hui rhti hai aur Maine sbse common si chiz ye dekhi hai ki logo ki date of birth me mistake rhti hai ya fir address me mistake hui rhti hai aaj mai aapko bataunga ki aadhar card me apna mobile number kaise add krte hai.
Jab kabhi aapka mobile number lost ho jaata hai ya fir number block ho jaata hai to eske Liye aapko usi number ki new sim card leni padti hai
Aur Esme bahut hi jyada paisa lagta hai. So, aaj mai aapko bataunga ki aap kaise apne aadhar card me apna mobile number add kr shkte hai.
Usse phle aapko ye janana hoga ki kya Aapke aadhar card me aapka mobile number add hai ya nhi.
Kaise Jane Ki Aapke Aadhar Card Me Aapka Mobile Number Add Hai Ya Nhi :-
Step 1:- sbse phle aapko niche di hui link par click krke ak website par jaana hai. Click Here
Step 2:- ap aapko niche Jo bhi batata jayega un sabhi steps ko dhyan Se follow kijiye.
• Apne Aadhar Card Ka Number Enter Krna Hai. Dhyan Se Number Me Koi Bhi Mistake Nhi Honi Chahiye.
• Ab Aapko text Verification Process Ko Complete krna hai.
• Eske Baad Aapko OTP Ke Option par click krna hai.
• Agar Aapke Aadhar Card Me aapka Mobile Number Add hoga to Aapke phone par OTP code send Kr diya jayega .Agar Aapke aadhar card me aapka phone number add nhi hoga to kuchh es type ka likh aayega " Your Mobile Number Is Not Registered With Kindly Visit The Nearest Enrollment Centre For Registering You Mobile Number "
Agar aapka aadhar card number add nhi hai aur aap add krna chahte hai to eske Liye aapko niche ke sabhi steps ko follow krna hoga.
Aadhar Card Me Mobile Number Kaise Add / Change Krte Hai :-
Aap apne aadhar card me online editing nhi kr shkte hai eske Liye Aapke pass bahut sare chizo ki jarurat padegi.
To mai aapko bataunga ki ye sab kaam offline kaise kar shkte hai.
Step 1- sbse phle aapko aadhar card update form chahiye. Agar Aapke pass nhi hai to niche ki link par click krke
Download Kar lijiye. Aur eska print out niklwa. Lijiye
Step 2:- es form ko niklwa kar dhyan Se bharna hai. Aur Aapko form ke sath 3 documents me attached krna hai unke naam aapko niche diye gye hai.
• Identity Proof.
• DOB Certificate.
• Address Proof.
Step 3:- en sabhi steps ko complete krne ke baad es form ko niche likhe address par send krna hai.
Aapko Do address diye gye hai inme Se kisi bhi ak address par form ko send krna hai.
Jab aapka form pahuch jayega aur jab aapka mobile number Aapke Aadhar Card me add kr diya jayega tab Aapke pass sabhi information Aapke mobile number par massage ke dwara send kr di jayegi.
Agar aapko koi problem hai to comment kre.
Aur es post ko apne friends ke sath share kre. Taki unko bhi ye jakari mil shkte shke.
Post A Comment:
0 comments: