Jab bhi ham new blog banate hai to use search engines me submit krna bahut hi jaruri hota hai kyuki bina submit kiye hmare blog ko traffic nhi milti hai yhi karan hai ki bahut se log blogging me apna intereste kam kr dete hai. Aur bahut se log apne blog ko search engine me submit to krte hai lekin usme bhi bahut time lagta hai kyuki world me bahut se search engines hai jinke bare me bahut hi kam logo ko pta hai lekin aaj mai aap sabhi ko ek yesa rasta bataunga jisse aap apne blog ko 1 minutes me sabhi search engines me submit kr skte hai. Internet par aaj bahut se log apna career banane me lge huye hai aur sabhi success hona chahte hai. Google world ka sbse bada search engine hai aur eske sath sath bahut se search engines hai jinko bahut se log upyog krte hai. Aur hmari site ko traffic in sabhi search engines se bhi milti hai.
Blogger par new blog banane ke baad ham blog ki desgining par dhyan dete hai aur desgining karne ke bad ham 5-10 Post high quality ki krte hai aur ham yesa chahte hai ki ab hmari site ko adhik se adhik log dekhe but yesa nhi hota hai kyuki jab tak ham site ko search engines me submit nhi kr dete hai tab tak hmare blog par traffic bahut kam hoti hai. Aur bahut se log yesa sochte hai ki koi yesi site ya fir koi yesa software mil jaye jiski madad se site ko ek hi baar me sabhi search engines me submit kar sake.
• Android Phone Ka Hidden Features Jo Kisi Ko Nhi Pata Hoga.
• 5000+ Facebook Likes Ke Sath Facebook Page Kaise Banaye.

Website Ko Sabhi Search Engines Me Ak Sath Aur Ek Minute Me Kaise Submit Karte Hai.

Internet par bahut se software aur bahut se yesi site mil jayengi jiski madad se aap apni site ko search engine me submit kar skte hai lekin vo websites paid hoti hai yani sabhi search engines me ek sath aur vo bhi itne kam samay me submit krne me paisa leti hai. Lekin ye website bilkul free hai jiski madad se aap apni site ko sabhi search engines me submit kar skte hai. World me daily 5+ million se bhi bahut jyada log daily yesi jankari khojne ki kosis krte hai. Jo ki internet me nhi hoti hai. 
Aaj mai aapko bataunga ki site ko 1 minute me sabhi search engine me kaise submit krte hai.
• YouTube Par Videos Upload Kake Paise Kaise Kamaye.

Step 1 :- Sbse pahle aapko Entireweb Website par jana hai. 

1. Apni Website Ya Blog Ka pura url add kare.
2. Apni Email Id add Kare aur Fir
3. Proceed Par Click Kare.

Step 2 :- Ab Ek new page open hoga usko dhyan se ek bar read kare. Jisse aapko aage koi problem nhi hogi agar aap free me is site ko use karna chahte hai to Choose Plan Button par click kare. 

Step 3 :- Ab yh site aapke Site Ko Sabhi Search Engines me submit krna start kar dega lekin usse pahale aapki Email Id Par jo mail aaya hai use confirm jarur kare. 1 - 2 minutes ke bad prossing complete hone par aapki website 1 click me sabhi search engines me ek sath submit ho jayegi.
Jaisa ki aap screen shot me dekh skte hai ki vo kaun kaun se search engines hai jinme aapki website submit ki jayegi. Yah submit free me vo bhi bahut hi kam time me.
Agar aapko kahi par koi problem hai to comment jarur kare.
Axact

Axact

Vestibulum bibendum felis sit amet dolor auctor molestie. In dignissim eget nibh id dapibus. Fusce et suscipit orci. Aliquam sit amet urna lorem. Duis eu imperdiet nunc, non imperdiet libero.

Post A Comment:

4 comments: